Wednesday, April 8, 2009

......HUM KYA BATAYE INHONE UNKA KITNA KHAYAL RAKKHA THA......

@FUN@

~~hum kya bataye inhone unka kitna khayal rakkha tha
jab vo school mein padte thi to mungfali vo khud khaya karti thi
chhilke unse uthvaya karti thi.
un chhilke k boron ko aj tak unhone unki chhat par
sambhal kar rakkha hai


hum kya bataye inhone unka kitnaa khayal rakkha hai.


~~jab vo college mein aye to apni saheli ki sari udhar
mangkar pahan kar aye.
usne apni sari jhadi mein uljhayi , us sari k liye
unhone apni wagonR bikvayi , vaha sari to nahi
uske faul ko almari mein aj tak
sambhal kar rakkha hai.


hum kya bataye inhone unka kitnaa khayal rakkha hai.



~~ek din raat ko chori chori chupke vo humse milne ayi
thodi sharmayi , thodi lajjayi , tabhi usne uski
zulfon ko hamare kanddhon par rakkha.
un zulfon se ek ju ka joda hamare kandhon par aa gira
in juon ko to nahi unki auladon ko aj tak sambhal kar rakkha hai.


hum kya bataye inhone unka kitnaa khayal rakkha hai.

No comments:

Post a Comment